We have chosen Eid Mubarak urdu poetry and Eid Mubarak Urdu SMS for you. Here are mix roman urdu eid mubarak sms. Funny eid mubarak poetry and also some romantic eid mubarak sms in urdu. Urdu poetry for Eid ul fitr 2017 is special selection from Eid Mubarak Day website. We have beautiful and interesting eid sms and poetry in urdu and hindi.
Lets enjoy Eid Mubarak Shayari, SMS, Sad, Romantic, Funny Eid Poetry. If you have more poetry in your mind, please share with us, we will post here for others before Eid Mubarak 2017.
****************************
Shikwa hamein Manzoor nai
Aaj na koi Bahana hoga…
Aap ko humari Khushyon ki Qasam
Is Eid pr Aap ko
Nahana ho ga
****************************
Sada haste raho jaise haste hain,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charon taraf phelao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath dost tumhe?
Mubarak ho Eid
****************************
Main Ne Chaha Tujhy Eid Pe Kuch Peish Karon
Jis Main Ehsas K Sub Rang Hon Roshan Roshan
Jis Main Ankhun K Trashy Huway Mooti Laakhon
Jis Main Shamil Hon Mere Qalab Ki Darkhan Darkhan
****************************
Khuda Tujhe Urooj Aisa Naseeb Kare,
Kay Rashk Tere Naseeb Per Falak Kare,
Har More Per Frishtay Hon Sath Tere,
Har Ghum Per Hifazat Tairi Khuda Kare…
****************************
Shugfta Shahdab Behad Adaab
Pholon Ki Mehak Aabsharon Ka Tarranum
Shabab Ka Umang, Kalion Ka Tabassam
Fizaon Main Rachi Khushboo Jaise
Sehar Angaiz Shagfoon, Dil Awez Naghmon Jaise
Bharpor Gungunate Khayal Main
Khush Kun Adain Jaise..
Khush Adaa Machalti, Gungunati, Reshmi Lehron Jaise
Haseen Yadoon Ki Jal Thal Jaise
Pur Kashish Eid Aayi Hai.
Is Dhanak Rang Mauqa Par Meri Janab Se
*Eid Mubarak*
****************************
Eid ka Din hai aaj to Glay mil le Nasir
Rasam Dunya bhi hai Moqa bhi hai Dastoor bhi hai.
****************************
Khushyon ki Sham aur Yadon ka yeh sama’n
Apni palkon peh har giz Sitare na layein gay
Rakhna sambhal kar chund Khushyan mere liye
Mein lot aayon ga to Eid manayein gay
****************************
Eid ke Chand ko dekhe na koi mere seva
Is ke didar ko aik Saal Guzara mein ne
****************************
Ghiron mein hain jo shaad, inhein Eid Mubarak
Jin ko nahi hum yaad, unhein Eid Mubarak
Maasoom se armanon’n ki maasoom si dunya
jo kar gaye bar bad, unhein Eid Mubarak
****************************
Chand hasta raha Raat gati rahi
Yaad mujhko tumhari Satati rahi
Tumko aana na tha, Tum na aaye sajan
Dekhte hi rahe rah, Mere nayan
Aas dipak jalati bujhati rahi
Yaad mujhko Tumhari satati rahi
****************************
Bin dekhe use yarab yeh Eid na guzre
Kar paida koi sabab yeh Eid na guzre
Dunya ko dekhaya hai ik Chand jo tu ne
Mujh ko bhi dekhade ab yeh Eid na guzre
*****************************
Aye Chand
Jab vo teri taraf dekhein
To inhein kuch yaad delana
Madhur se kuch geet sunana
Aur kehna…..!
Tumhein koi yaad karta hai
Teri Aarzu teri umeed karta hai
Koi aaj bhi
Tumhein dekh kar Eid karta hai
****************************
Eid jb aati hai to milne ka imkan rehta hai
Mil ke kia kahein gay soch ke dil pareshan rehta hai.
******************
Jab is ne mujh se jaan mangi, to kaise na mein deta?
Chonke the farishte bhi is ka andaz e dua dekh kar
********************
Nadan hai kitna vo, kuch samajhta hi nahi
Sine se laga ke poochta hai, keh dharkan tez kiun hai
*******************
Udasyon ki sham aur yadon ka sama
Apni palkon peh sitaron hargiz na layein gay
Rakhna sambhal ke tum chand khushyan mere liye
Mein lot kar aayon ga, phir eid manayein gay
*********************
Sada hanste raho jaise haste hain phool
Dunya ke sb gham tumhein jayein bhool
Charon taraf pheilao khushyon ke geet
Isi umeed ke sath aap ko Eid mubarak
************************
Abr rehmat bn kar cha jao payam e eid hai
Char so noor barsao payam e Eid hai
Ghamzadah jo bhi aaye, karo gham is ka door
Mand mil kardo har ik ghao peyam e Eid hai
*************************
Bin dekhe ise ya rab yeh eid na guzre
Kar paida koi sabab yeh eid na guzre
Dunya ko dekhaya hai ik chand jo tune
Mujh ko bhi dekha de ab yeh eid na guzre
Har koi apne chand se tha mahoo guftagoo
Mein apna chand dhoondta raha aur Eid guzar gayi
*************************
Ghairon mein hain jo shaad, unhein Eid Mubarak
Jin ko nai hum yaad, Unhein Eid Mubarak
Masoom se armanon ki masoom si dunya
jo kar gaye barbad, Unhein Eid Mubarak
*************************