Eid Mubarak Shayari is most searched online when Eid festival is near before Ramadan, People wants to wish their loved ones by texting them Eid Mubarak Shayari / Poetry in Hindi and Urdu SMS. Happy Eid Mubarak Shayari is a sign of of wishing your friends and family on Eid Ul Fitr 2019.
Eid Mubarak poetry by Mirza Ghalib is spread all across the world by Muslims when the holly month of Ramadan and festival of Eid Mubarak, so this month we brings you a very funny Eid Mubarak Shayari page so you can use this beautiful Eid poetry to send SMS to your relatives and friends.
*************
Deep jaltay jagmagatay rahay,
Hum apko aap hamain yaad aatay rahay,
Jub tuk zindagi hai, yeh dua hai hamari,
Aap eid k chand ki tarah jagmagatay raho
*************
Eid ke roz bhi taqdeer se majboor they hum,
Ro parre mil ke gale aap ki tasveer se hum..
*************
Mai Ne Chaha Tuje Eid Pe Kuch Pesh Karon
Jis Mai Ihsas K Sab Rang Hon Roshan Roshan
Jis Mai Aankhon Ke Tarashe Hoye Moti Lakhon
Jis Mai Shamil Ho Mere Qalab Ki Dharkan Dharkan
*************
Eid aai hai aj bhi har saal ki tarah
phir yun ke tarab ka koi silsila na ho
pichley baras yeh khauf tha tujhe kho na dain kahin
ab ke baras yeh dua hai ke tera samna na ho
*************
Eid Ke Din Bhi Tanha Hun Mein Phir Bhi G Raah Hun Teri Eid Khushiun Bhri Hoo Rub Sy Karta Yeh Duaa Hun Ashkun Ka Sagur Jo Pey Giya Mein Ek Aisa Diya Hun Mujhe Es Baat Ka Ghum Hay Eid Ke Din Tum Sy Juda Hun Tum Sy Gila Hay Na Shikyat Apne Muqaddar Sy Khfa Hun..!
Dunia Ki Har Fiza Me Ujhala Rasool Ka,
Ye Saari Kayenaat Hai Sadqa Rasool Ka,
Khushboo Ghulab Ki Hai Pasina Rasool Ka,
Aapko Ho Mubarak Mahina Rasool Ka,
Eid Mubarak Ho.
Eid Ul Fitr 2019 Eid Ul Fitr 2019
Leave a Reply